Sir, I Yogesh kumar Uttar Pradesh ke Amroha dist se hun mere aas paas main anek submarcible pum wale nal hain jinhe light aane par start kar diya jata hai tatha phir bina kaam ke bhi pani ko barbaad kiya jata hai maine kafi baar logo ko is bare main samjhaya bhi lakin ve man-ne ko hi tyaar nahi hote aise keval mere aas paas main hi nahi hai sabhin jagha aise dekha gaya hai to is sambandh main mujhe kya karna chayane please batayen.
Kya govt ki taraph se koi kanoon hai is asambandh main jisse pani ki barbaadi roki ja sake yadi hai to mujhe is bare main abgat karayne
ye reqquest mere liye nahi hai blaki ye hamri aane wali pedhi ke acche future ke liye hai kirpya is sambandh main meri help kare.
Sir, I Yogesh kumar Uttar Pradesh ke Amroha dist se hun mere aas paas main anek submarcible pum wale nal hain jinhe light aane par start kar diya jata hai tatha phir bina kaam ke bhi pani ko barbaad kiya jata hai maine kafi baar logo ko is bare main samjhaya bhi lakin ve man-ne ko hi tyaar nahi hote aise keval mere aas paas main hi nahi hai sabhin jagha aise dekha gaya hai to is sambandh main mujhe kya karna chayane please batayen.
Kya govt ki taraph se koi kanoon hai is asambandh main jisse pani ki barbaadi roki ja sake yadi hai to mujhe is bare main abgat karayne
ye reqquest mere liye nahi hai blaki ye hamri aane wali pedhi ke acche future ke liye hai kirpya is sambandh main meri help kare. ........................................................................................................................................................................................................................................... aapke jabab ka intjar rahaga